Thursday, February 26, 2009


main samandar se sahera ho gaya hu

main pahela kya tha ab kya ho gaya hu

mujhe khud bhi nahi malum kaise

main khud se bhi juda ho gaya hu

teri baat hi sunane aaye

dost bhi dil hi dukhane aaye

phool khilte hai to hum sochte hai

tere aane ke zamane aaye

tere farq ke lamhe shomar karte huye

bikhar gaye ha tera intezaar karte huye

to main bhi khush hu koi use ja ke kahe de

agar wo khush hai mujhe beqarar karte huye

main muskurate huye aaine me dikhunga

wo ro padegi achanak singhaar karte huye



teri yaad me aansu ka samandar bana liya
tanhai ke shaher me apna ghar bana liya
suna hai log pujte hai patthar ko
isiliye dil apna patthar bana liya

ek pagal pagal si ladki

dil todne se darti thi

har pal har lamha khud se wo jagadti thi

aansu jo aaye kisi ki aankho me

mujrim khud ko samajti thi

Monday, February 2, 2009


hum b hue the chahat mein barbaad

hotoon pe hamesha rehti thi koi na koi fariyaad

har lamha zindagi ka suhaana lagta tha

band ankhoon mein rangeen nazara dikhta tha....