Intezaar
Mehek teri aaj bhi meri saanson mein hai,
Kabhi kabhi rulati hai mujhe yeh yaadein teri,
Har ek ada meri aankhon mein hai,
Dur hone ka tere ehsaas hota hai mujhe inse,
Tu bhale mita de apne dil se mera vajood,
Sapna to dekhti hai meri aankhen tujhe apna banane ki,
Magar teri jagah aaj bhi meri yaadon mein hai.
Par phir bhi darti hai yeh sapna toot jaane ke darr se.
Khawahish hai yehi zindagi bhar baahon mein teri lete rahe,
Intezaar hai bas tere jawab ka ek baar tu haan keh de,
Subah savere tera hi chehra ho saamne nazaron ke,
Doli lekar tere ghar aunga dulhan tujhe main banaunga,
Chum ke tere honto ko tujhe jagaye hum roz,
Karunga zindagi bhar tujhe pyaar beintehaan hai kasam,
Phir lete rahe hum baahon mein tujhe le ke.
Teri zindagi ka har lamha main pyaar se bhar dunga.
Jab kisi ki chahat ban jaye vajah jeene ki,
Lagkar seene se sun dhadkane kya kehti hai,
Aankhon mein aarzu ho baahon mein aane kisi ki,
aankhon mein dekh teri hi surat is mein rehti hai,
Sapno mein roz ata hai rehta hai dil ke paas,
har pal mehsus karta hun tujhe kareeb apne,
Tamanna hai ek din uske saamne ane ki.
meri yaadon mein khawabon mein har pal rehti hai.
Karti hai woh roz chhat par khade intezaar humara,
khoya rehta hun har pal kisi ki yaadon mein,
jab pucho to banti hai anjaan,
sochta rehta hun har pal kisi ke baare mein,
karti to hai humse pyaar bahut,
kaun hai woh jisne machai hai hulchul mere dil mein,
lekin banti hai nadaan.
kaun hai woh jo ati hai mere sapno mein,
najaane kab ayegi woh meri zindagi mein,
ek pyaar bhari nigaah ko mat tarsa,
kab dikhayegi apna mukhda kab utrega uska chehra mere dil mein,
pal bhar ke aaghosh ke liye mat tadpa,
kab se fase hai hum uljhan mein,
mere pyar ko na kar yun zamane mein rusva,
kya tu hai woh jo ayegi ban kar meri dulhan mere ghar mein.
is registan par ek pal ke liye apni pyar ka sawan to barsa.
labon par aye woh naam ho tera,
intezaar kar rahe hai tumhari pukar ka,
bheju jo woh paigaam ho tera,
kab humein tumhare didaar ho,
aankhein jo dekhe woh khawab ho tera,
baithe rahe ek dusre ke paas ghanto tak,
dhadkan kare jiska intezaar woh intezar ho tera.
lab se kuch na kahe par aankhon se dil ki baat ho.
batihe hai tere intezar mein sadiyon se yahan,
chura ke dil mera tu najaane chali gai kahan,
ab na bhaye duniya mein kuch bhi tere siva,
beet jaye na yeh zindagi tere intezar mein meri jaan tu hai meri jahan.
kami mehsus hoti hai teri har pal mujhe,
bekaraar rehta hun tujhse milne ke liye,
rom rom mein ho tum chahu main tumhe sirf itna,
kab banegi tu meri dulhan jaanam,
batana hai mushkil in aankhon ko intezar kitna,
main aya hun is duniya mein sirf tere liye.
zindagi nahi kuch bina tere hai ab saar itna,
baahon mein hai aasmaan par nahi pata aetbaar kitna.
teri adaon ka hua main deewana is kadar,
na waqt ka hosh na khud ki khabar,
Lambi hoti ja rahi hai intezaar ki ghadiyan,
na bhuk lage na pyaas bas intezaar rahe tere didaar ka,
kab ayegi tu o jaanejana,
har jagah har pal tujhe dhundhti rahe meri nazar.
tadap tadap kar teri judaai mein,
besabri se intezaar kar raha hai tera deewana.
Tere bina chain na aye nindiya udi udi jaye,
dil mein hoti hai hulchul kya karu haye,
Jab bhi aye teri yaad sanam,
kab ayegi tu jaaneman dil mera tujhe bulaye,
dil mein angaare bhadke aankhen bhar aye,
aa ja paas mere ab tere bina ek pal bhi jiya na jaye.
dil pukare jaaneman tujhko,
har saans ke saath tera hi naam zubaan par aye.
Mehek raha hai ang ang mera,
mehke ghar aangan mera,
Please give us your valuable comment.
aa khatam kar mera intezaar,
We will be grateful to you.
yun bhar le baahon mein raatbhar kar mujhe pyaar.

No comments:
Post a Comment